Raat bat-baton me shadab gujar jaati hai,
waqt ki bandishen, behisaab najar aati hai.
khil si jati hai jo, nikli tere sanson se hawa,
mere hothon ko sharam se chhu, sarak jaati hai...
raat bat-baaton........
bas kal hin mile the panchhi safar me beparwah,
Aaj aashnai si har raah najar aati hai..
Raat baat baton me shadab gujar jati hai...